Tuesday, January 17, 2012

Fanaa movie dialogues

E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.
Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khushi Ab Toh Muqadar Karde.
Bahot Mushkil Lagta Hai Usse Door Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Door Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde.


tere dil mein meri saanson ko panaah mil jaaye
tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye
adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren the ham
magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain hum

Ankhen to pyar me dil ki zuban hoti hai,
sachchi chahat to sada bezuban hoti hai,
pyar mai dard bhi mile to kya ghabaraanaa,
suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai....

Phool hun Gulaab ka
Chameli ka mat samjhanaa
Aashiq hun aapka
Apni Saheli ka mat samjhnaa

Door Humse Jaa Paoge Kaise,
Humko Bhool Paoge Kaise.
Hum Who Khushbu hain Jo Saanson Mein Utar Jaye,
Khud Apni Saanson Ko Rok Paoge Kaise.

Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte,
Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte.
Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein,
Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karte


Rone de tu aaj hamako, tu aankhe sujane de
Baho me lele aur khud ko bheeg jane de
hai jo seene me quaid dariya wo choot jayega
hai itna dard ki tera daaman bheeg jayega..


Phool hun Gulaab ka?
Chameli ka mat samjhna?
Aashiq hun aapka?
Apni Saheli ka mat samjhna?

“Ansun nikal Aae hain Rone se pahale
Har khwab toot jaatein hain sone se pahele.
Ishq hain Gunaah ye to samaz main aagaya
Kaash koi rok letha Ye hone se Pahele”

waqt guzarega,hum bikkhar jayenge,,kaun jane ki hum kidhar jayenge..hum aapki parchayi hain,yaad rakhnajahan tanhai mili,vaha hum nazar aayenge..

kehte hain ishq mein neend udd jaati hai…
koi humse bhi to dil lagayi, kambhakt neend bohot aati hai….

 mohabbat ke bhi kuch andaaz hote hain jagti ankhon mein bhi kuch khwab hota jaruri nahi ki gham mein aansu nikla muskurati ankhoon mein bhi sailabh hota hain

Kab Unki Palkon Se Izhar Hoga
Dil Ke Kisi Kone Me Hamare Lye Pyar Hoga
Ghuzar Rahi He Raat Aap Ki Yaad Me
Kabhi To Aap Ko Bhi Hamare Saath Pyar Hoga…


2 comments: